Change is the law of nature....

Jo hua, achha hua.
Jo ho raha hai, achha ho raha hai.
Jo hoga, wo bhi achha hoga.
Tumhara kya gaya jo tum rote ho.
Tum kya laye thhe, jo tumne kho diya.
Tumne kya paida kiya, jo nasht ho gaya.
Tumne jo liya, yahin se liya.
Jo diya, yahin par diya.
Jo aaj tumhara hai, kal kisi aur ka tha,
Kal kisi aur ka hoga.
Pariwartan hi is sansar ka dharm hai.

Comments